Movie Search Results
|
Movie Name |
MAAI PRIDE OF BHOJPURI |
Movie Language |
Bhojpuri |
Movie Category |
UA |
Certified by Regional Office |
Mumbai |
Certificate No |
DIL/2/19/2023-MUM |
Certificate Date |
11-JAN-23 00:00:00 |
Certified Length |
165.34 Mts |
Name of Producer |
RENU VIJAY FILMS ENTERTAINMENT - THANE |
Name of Applicant |
RENU VIJAY FILMS ENTERTAINMENT- THANE |
Plot Summary |
Ye kahani hai kaushalya devi ki jo ek sugar mil factory ki malkin hai aur unka beta Rajeev videsh se padh kar aata hai aur kaushlya devi use apni factory ki sari jimmedari de deti hai sab kuchh sahi chal raha hota hai ek din kaushalya devi Rajeev ko factory le kar aati hai aur apne worker’s se bade hi pyar se baat karti hai tabhi unki saari ka pallu machine me fas kar unka accident ho jata hai turan hi unko hospital le jaya jaata hai par vo coma me chali jaati hai bahut bade bade doctor ke treatment ke baad bhi vo sahi nahi ho paati hai. Fir Rajeev ko ek pandit milte hai aur vo apni maa ke bare me batata hai to pandit usse kuchh sawal karte hai par Rajeev ke jawab me kuchh aisi baate hoti hai jo sun kar Pandit use ek upaye batata hai.
Rajeev ko 40 din tak bhikhari ki zindagi gujarne ke liye bolte hai Rajeev apni maa ko thik karne ke liye tayar ho jata hai aur sab kuchh tyag kar ke Bhikhari ki zindagi bitane lagta hai. Aur tabhi uski mulakat hoti hai Tulsi se jiske sath Rajeev ki shadi ki baat hoti hai par Tulsi use nahi janti hai Tulsi ek restaurant me job karti hai par dhire dhire dono ek dusre se Pyar karne lagte hai aur idhar Rajeev ke bhikhariyo ka group join kar leta hai par kuchh dusman uske pichhe lag jate hai aur Rajeev ke upar kai bar atek bhi hota hai par vo bach jata hai.
Tulsi ek din Raveej ko bhikhari ke roop me dekh leti hai to uska dil tut jata hai par kuchh din baad Tulsi use accept kar leti hai aur uske sath pura support karti hai par usi bich Tulsi par Bhi hamla ho jata hai idhar maa ki bhi halat kharab ho jaati hai Rajeev tut kar bahur rota hai phir uski maa thik ho jaati hai aur Tulsi se Rajeev ki shadi ho jati hai. |
Cats and Credit details |
Director | : RAJNEESH MISHRA | Producer | : NISHANT UJJWAL | Director of Photography | : PRAMOD PANDAY | Music | : RAJNEESH MISHRA | Action | : DEELIP YADAV | Editor | : JITENDRA SINGH | Main Actors | : DINESH LAL YADAV, AMRAPALI DUBE, AWADHESH MISHRA, BRIJESH TRIPATHI, AMIT SHUKLA, RINKU BHARTI, ROHIT | |